predect minor plus major trend

so jese hum jante hai ki trend mai high or low bade mayne rakte hai jis se hum major trend or minor trend dono ko samja sakte hai par market ko dekne ka ek apna hi view chaye jo samjna bada katin hai rules mai hum minor trend ke high or low ko mark karke trend predect kar lege minor trend ke hi high or low ko as major trend ki trah istemal karge jis hum jan skte hai ki kaha tak market ja sakta hai tha ya nai oske liye hum minor trend ki condiction ko laga kar feel karte hai major trend ke sewing high low bhi minor trend ki trah istemal karna hai jese exmple major high humne note kar liya fir hum minor trend ke high or low watch karte hai jis mai high lows se trend up hai ya down ya range hai phir hume wait karna hai ya entry karni or kitna ja sakta major trend level laga kar minor trend mai ride kar sakte kiyo major trend se kai bar level asani se break hote jate or kai bar level kam karte hai tab isni levels par hum minor trend sewing high low point mark karke in sewing ko apna stoplose bana sakte hai
Trend Analysis

และใน:

คำจำกัดสิทธิ์ความรับผิดชอบ